SONG: Pyar Me Milna Sanam Hota Hai Taqdeer Se - प्यार में मिलना सनम होता है तकदीर से

Pyar Me Milna Sanam Hota Hai Taqdeer Se - प्यार में मिलना सनम होता है तकदीर से

LYRICS:
pyar mai milna sanam hota hai takdir se ho achi rahengi tanhaiyo me bate teri taswir se ho pyar me hal e dil kahenge na hum pyar hai to kahe ka gum pyar hi me gum bhi to hai sath tere hum bhi to hai fir bhi na jane rukti nahi kyu dhadkan kisi tabdir se, ho pyar me kya kare kya kare jo mil na sake phul kya jo khil na sake band ho jo rahe meri tham ke chalo bahe meri tumko kasam hai bandho na hamko itni hasi janjir se, ho pyar me chal na jaye jadu kahi ishk hai fasi to nahi chal na jaye jadu kahi ishk hai fasi to nahi kapte hai mere kadam ho kapte hai mere kadam jao nahi ruke hai hum jaye kaha jaye jaha jaye kaha jo firte hai ghayal tere hoke sanam ghayal hoke tere teer se pyar mai milna sanam hota hai takdir se ho achi rahengi tanhaiya me bate teri taswir se ho pyar me