SONG: Pyar Me Kaisa Maza Hai - प्यार में कैसा मजा हैं

Pyar Me Kaisa Maza Hai - प्यार में कैसा मजा हैं

LYRICS:
pyar me kaisa maja hai dil lagake dekho pyar me kaisa maja hai dil lagake dekho agar na ho tumko yaki to aazma ke dekho hota hai jab dil jawa aata hai aisa sama hota hai jab dil jawa aata hai aisa sama ruk hi jati hai nigahe milte hai do dil jaha dhadkane ye raaz kya hai pass aake dekho pyar me kaisa maja hai dil lagake dekho jab suhani sham ki dhalti hai parchhaiya jab suhani sham ki dhalti hai parchhaiya kaise kaise khaab dil me lete hai angdaiya mitha mitha dard kya hai teer khake dekho pyar me kaisa maja hai dil lagake dekho ye bahare kisliye ye hawaye kisliye rahti hai yu khoyi khoyi ye nigahe kisliye kisliye hai bekarari dil me aake dekho pyar me kaisa maja hai dil lagake dekho agar na ho tumko yaki to aazma ke dekho