SONG: Pyar Me Aaj Had Se Gujar Jayenge - प्यार में आज हद से गुजर जायेंगे

Pyar Me Aaj Had Se Gujar Jayenge - प्यार में आज हद से गुजर जायेंगे

LYRICS:
pyar me aaj had se gujar jayenge ye na samjho ke duniya se darr jayenge pyar me aaj had se gujar ajyenge ye na samjho ke duniya se darr jayenge ham gujar jayenge aaj taqdeer ka hai faisla janewafa jeet ki kisko khabar haar ka kisko pata pyar karna hai khata hai to khatadar hai ham teer khane ke liye aaj taiyar hai ham pyar karna hai khata hai to khatadar hai ham teer khane ke liye aaj taiyar hai ham ae mohabbat teri laaj ke vaste ham lahu mang men apni bhar jayenge ye na samjho ke duniya se darr jayenge pyar me aaj had se gujar ajyenge ye na samjho ke duniya se darr jayenge haan gujar jayenge ye jahan kuch bhi kahe pyar ka naam rahe hamne ek tere liye kitne kitne iljham sahe chhut gaya sath tera aur tanhai mili tumko malum nahi kitni rusvai mili chut gaya sath tera aur tanhai mili tumko malum nahi kitni rusvai mili juda daman tera hamse chuta to ham teri chahat me bemaut mar jayenge teri chahat me bemaut mar jayenge ye na samjho ke duniya se darr jayenge pyar me aaj had se gujar ajyenge ye na samjho ke duniya se darr jayenge haan gujar jayenge