SONG: Pyar Main Karunga, Pasand Main Karunga - प्यार मैं करूँगा, पसंद मैं करूँगा

Pyar Main Karunga, Pasand Main Karunga - प्यार मैं करूँगा, पसंद मैं करूँगा

LYRICS:
pyar mai karunga, pasand mai karunga pyar mai karunga, pasand mai karunga magar shadi hogi daddy ki ijajat se pyar ho kisi ka aur faisla kisi ka pyar ho kisi ka aur faisla kisi ka na ji na baj aayi mai to aisi mohbbat se pyar mai karunga, pasand mai karunga kahate hai daddy kisi par bhi mar mit kahate hai daddy kisi par bhi mar mit par mujhi se le shadi ka permit par mujhi se le shadi ka permit ranjha ne kisse ijajat li thi, majnu ne kiski nasihat li thi ranjha ne kisse ijajat li thi, majnu ne kiski nasihat li thi tabhi to bechare wo rah gaye kuware tabhi to bechare wo rah gaye kuware mujhko hai hamdardi un logo ki halat se na ji na baj aayi mai to aisi mohbbat se pyar mai karunga, pasand mai karunga hamne tumne nain ladaye, daddy kaha se bich me aaye hamne tumne nain ladaye, daddy kaha se bich me aaye daddy na hote to mai bhi na hota, bapu tumhara jamai ko rota daddy na hote to mai bhi na hota, bapu tumhara jamai ko rota byah na sagai banane lage jamai byah na sagai banane lage jamai shadi tak dil rakho mutthi me sharafat se magar shadi hogi daddy ki ijajat se pyar ho kisi ka aur faisla kisi ka na ji na baj aayi mai to aisi mohbbat se magar shadi hogi daddy ki ijajat se o na ji na ji o ha ji ha ji daddy ki izazat se