SONG: Pyar Ki Rah Dikha Duniya Ko Roke Jo Nafrat Ki Aandhi - प्यार की राह दिखा दुनिया को रोके जो नफ़रत की आँधी

Pyar Ki Rah Dikha Duniya Ko Roke Jo Nafrat Ki Aandhi - प्यार की राह दिखा दुनिया को रोके जो नफ़रत की आँधी

LYRICS:
pyar ki rah dikha duniya ko roke jo nafrat ki aandhi tum me hi koi gautam hoga tum me hi koi hoga gandhi hoga gandhi pyar ki rah dikha duniya ko pyar ki rah dikha duniya ko roke jo nafrat ki aandhi tum me hi koi gautam hoga tum me hi koi hoga gandhi hoga gandhi pyar ki rah dikha duniya ko tum badloge ulti chale bigde hue zamane ki tum laoge bahar vapas is ujde virane ki dekh raha hai khawab zamana dekh raha hai khawab zamana murda chand sitaro ki fikar karo kuch tum duniya ki bigdi bat banane ki bigdi bat banane ki pyar ki rah dikha duniya ko roke jo nafrat ki aandhi tum me hi koi gautam hoga tum me hi koi hoga gandhi hoga gandhi pyar ki rah dikha duniya ko