SONG: Pyar Ki Raah Bahar Ki Manzil Pyar Ki Raah Bahar Ki Manzil - प्यार की राह बहार की मंजिल प्यार की राह बहार की मंजिल

Pyar Ki Raah Bahar Ki Manzil Pyar Ki Raah Bahar Ki Manzil - प्यार की राह बहार की मंजिल प्यार की राह बहार की मंजिल

LYRICS:
pyar ki rah bahar ki manzil pyar ki rah bahar ki manzil pane wale paa hi gaye preet ki reet nibhane wale preet ki reet nibhane wale banke sathi aa hi gaye dil se hua hai dil ka milan dharti ko jhuk jhuk chume gagan jhum uthi aasha ki ghata nach utha ulfat ka chaman phul bhi dekhle ru tera janeman sharma hi gaye pyar ki rah bahar ki manzil pyar ki rah bahar ki manzil pane wale paa hi gaye deep khsuhi ke dil me jale gum ke ghanere saye dhale lagta hai aisa pake tumhe dunia hai jaise pawo tale preet ki reet nibhane wale preet ki reet nibhane wale banke sathi aa hi gaye jan se pyara hai ye safar sham hai apni apni shahar kaid se panchi chhut gaye dur hua sayyad kadar pyar ki mauj me dub ke do dil aaj kinara paa hi gaye pyar ki rah bahar ki manzil pyar ki rah bahar ki manzil pane wale paa hi gaye