SONG: Pyar Ki Nazro Se Unko Dekhta Jata Hai Dil - प्यार की नजरो से उनको देखता जाता है दिल

Pyar Ki Nazro Se Unko Dekhta Jata Hai Dil - प्यार की नजरो से उनको देखता जाता है दिल

LYRICS:
pyar ki nazro se unko dekhta jata hai dil pyar ki nazro se unko dekhta jata hai dil bat unke samne kahne se ghabrata hai dil kya hua mujhko hai mere dil ki dhadkan tez dekh kya hua mujhko hai mere dil ki dhadkan tez dekh thamna mujhko ke sine se lagna chahta hai dil bat unke samne kahne se ghabrata hai dil aaye hai vo zindagi aaye hai vo zindagi kadmo me unke daal de kadmo me unke daal de dil ko samjhati hai nazre isko samjhata hai dil bat unke samne kahne se ghabrata hai dil ho gyai shayad mohabbat ho gayi unse mujhe ho gyai shayad mohabbat ho gayi unse mujhe jab khayal aata hai unka khud bahal jata hai dil bat unke samne kahne se ghabrata hai dil