SONG: Pyar Ki Khoyi Hui Kaleje Par Ik Chot - प्यार की खोई हुई कलेजे पर इक चोट

Pyar Ki Khoyi Hui Kaleje Par Ik Chot - प्यार की खोई हुई कलेजे पर इक चोट

LYRICS:
pyar ki khoyi hui daulat ko pane ke liye aaye the ham dil ki duniya ko btane ke liye magar dil ki duniya mita ke chale haye mita ke chale .... kaleje par ik chot kha ke chale haye kha ke chale ... hame jisne ek bar dhokha diya dhokha diya .... nigahemi mila ke kinara kiya kinara kiya .... dubara use aajma ke chale kaleje pe ik chot kha ke chale haye kha ke chale .... mohabbat ki khatir wfa ke liye ham aaye the gam ki dwa ke liye nya rog ji ko lga ke chale kaleje pe ik chot kha ke chale haye khake chale .... hme ab kisi ka sahar nhi sahar nhi .... jmane me koi hmara nhi koi hmara nhi .... jamane se daman chhuda ke chale kaleje pe ik chot kha ke chale