SONG: Pyar Ki Dastan Tum Suno To Kahe - प्यार की दास्ताँ तुम सुनो तो कहें

Pyar Ki Dastan Tum Suno To Kahe - प्यार की दास्ताँ तुम सुनो तो कहें

LYRICS:
pyar ki dasta tum suno to kahe kya karega sunke jahan, tum suno to kahe pyar ki dasta tum suno to kahe pyar ki dasta do dilo ke milne se sau diye jal jate hain do dilo ke milne se sau diye jal jate hain aarzu ki manjil tak raaste sab aate hain hum kahan se aaye kahan, tum suno to kahe pyar ki dasta tum suno to kahe pyar ki dasta bas yahi to puchha tha ek din kuch sharmake bas yahi to puchha tha ek din kuch sharmake kyu gagan yu milta hai is jami se ghabrake ho gaye kab armaa jawa, tum suno to kahe pyar ki dasta tum suno to kahe kya karega sunke jahan, tum suno to kahe pyar ki dasta tum suno to kahe pyar ki dasta