SONG: Pyar Ki Dagar Pe Koi Tujhe Le Chala - प्यार की डगर पे कोई तुझे ले चला

Pyar Ki Dagar Pe Koi Tujhe Le Chala - प्यार की डगर पे कोई तुझे ले चला

LYRICS:
kya huya ye mujhe kya huya kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai wo kon hai hume bhi to bata kya huya sans sans bekraar hai jaise tere dil ke par hai haye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madhbhara bukhar hai mat kisi ko bata chhup sake to chhupa kya huya ye mujhe kya huya kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai wo kon hai hume bhi to bata kya huya din me tujhko khawab aayenge aur rat bhar jagayenge dur ye kasak jo yu bani rahi haye hum to mar hi jayenge dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai wo kaun hai hume bhi to bata kya huya ye mujhe kya huya kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera kya huya is nashe ka kya utar hai is nadi ka koi par hai rog ye to lailaz hai ha isi ka naam pyar hai roz hota nahi hoke mitta nahi kya huya ye mujhe kya huya kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai wo kon hai hume bhi to bata kya huya