SONG: Pyar Kee Pyas, Pyar Kee Pyas - प्यार की प्यास, प्यार की प्यास

Pyar Kee Pyas, Pyar Kee Pyas - प्यार की प्यास, प्यार की प्यास

LYRICS:
pyaar ki pyaas, pyaar ki pyaas kya dharti aur kya aakash, kya dharti aur kya aakash sabko pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas, pyaar ki pyaas sarita ko sagar ki pyaas saagar me laharo ka vaas sarita ko sagar ki pyaas saagar me laharo ka vaas laharen uth-uth jaana chaahe punam ke chanda ke paas man se man ko har jivan ko man se man ko har jivan ko ek aas vishvas, pyaar ki pyaas kya dharti aur kya aakash, kya dharti aur kya aakash sabko pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas laakho taaro ki aankhe raat ko bhar-bhar aati hain bhor bhaye toh kaliyo par shabanam ban jhar jaati hai paran kaa patjhad pal-pal dhundhe paran kaa patjhad pal-pal dhundhe jivan kaa madhumas, pyaar ki pyaas kya dharti aur kya aakash, kya dharti aur kya aakash sabko pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas