SONG: Pyar Ke Palchhin Bite Hue Din Ham To Na Bhoole (Female) - प्यार के पलछिन बीते हुए दिन हम तो ना भूले

Pyar Ke Palchhin Bite Hue Din Ham To Na Bhoole (Female) - प्यार के पलछिन बीते हुए दिन हम तो ना भूले

LYRICS:
pyar ke palchhin, beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin, beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye dekhe the humne, milke jo sapne dekhe the humne, milke jo sapne hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin suni raina, ye andhiyara is nadiya ka jane kahan hai kinara suni raina, ye andhiyara is nadiya ka jane kahan hai kinara kahan hai kinara sath tumhara, baaho ka sahara sath tumhara, baaho ka sahara hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin, beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin janam janam ke bandhan bandhe yaad karo to bhala, kiye the jo vade janam janam ke bandhan bandhe yaad karo to bhala, kiye the jo vade kiye the jo vade kaun tha mohan, kaun thi radhe kaun tha mohan, kaun thi radhe hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin, beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin