SONG: Pyar Ke Pal Chin Bite Hue Din Ham To Na Bhoole (Male)) - प्यार के पलछिन बीते हुए दिन हम तो ना भूले

Pyar Ke Pal Chin Bite Hue Din Ham To Na Bhoole (Male)) - प्यार के पलछिन बीते हुए दिन हम तो ना भूले

LYRICS:
pyar ke palchhin beete huye din pyar ke palchhin beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye dekhe the humne, milke jo sapne hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin un yado ko dil se lagaye bhatak rahe hai hum, khud ko bhulaye khud ko bhulaye jo din haye mudke na aaye jo din haye mudke na aaye hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin janam janam ke bandhan bandhe yaad karo to bhala, kiye the jo vade janam janam ke bandhan bandhe yaad karo to bhala, kiye the jo vade kiye the jo vade kaun tha mohan, kaun thi radhe kaun tha mohan, kaun thi radhe hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin beete huye din hum to na bhule, tum bhul gaye pyar ke palchhin