SONG: Pyar Ke Daman Se Lipte Ham Kaha Tak Aa Gaye - प्यार के दामन से लिपटे, हम कहाँ तक आ गये

Pyar Ke Daman Se Lipte Ham Kaha Tak Aa Gaye - प्यार के दामन से लिपटे, हम कहाँ तक आ गये

LYRICS:
pyar ke daman se lipte, hum kaha tak aa gaye hum najar tak chahte the, tum to dil par chha gaye pyar ke daman se, lipte hum kaha tak aa gaye hum najar tak chahte the, tum to dil par chha gaye pyar ke daman se lipte ik sunehri raat ka saya hamare sar pe hai ik sunehri raat ka saya hamare sar pe hai bichh gayi raaho me kaliya dil hasi manjar pe hai aaj apni hi ada se, aap kyu sarma gaye hum najar tak chahte the, tum to dil par chha gaye pyar ke daman se lipte kya hua jadu, jami par ab nahi padte kadam kya hua jadu, jami par ab nahi padte kadam pyar ke najuk paro par ud rahe do dil sanam ek najar me hum jami se, aasma tak aa gaye hum najar tak chahte the, tum to dil par chha gaye pyar ke daman se lipte jane ja ja ki kasam tum par ye ja kurban hai jane ja ja ki kasam tum par ye ja kurban hai tauba tauba aapki bato se dil hairan hai, raaz dil ke aaj aakhir is juba tak aa gaye hum najar tak chahte the, tum to dil par chha gaye pyar ke daman se lipte