SONG: Pyar Ke Bukhar Ko Utar Mere Manva - प्यार के बुखार को उतार मेरे मनवा

Pyar Ke Bukhar Ko Utar Mere Manva - प्यार के बुखार को उतार मेरे मनवा

LYRICS:
pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva bada dukh dega sansaar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva teri harkat se jalenge jagwale teri harkat se jalenge jagwale nit nayi chale chalenge jagwale denge tujhe juta bahar more manva pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar bada mahnga hain yaar bade mahange pyar bada mahnga hain yaar bade mahange bikte hain shaharo me haar bade mahange kaha kaha lega udhaar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva shadi hui teri kholi nahi milani shadi hui teri kholi nahi milani saadi koi leli to choli nahi milani bibi degi taane hajaar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva bachche huye paida to kaha se khilayega bachche huye paida to kaha se khilayega pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva bada dukh dega sansaar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva pyar ke bukhar ko utar mere manva