SONG: Pyar Ka Nazrana Liye Jalwo Ka Khazana Liye - प्यार का नजराना लिये जलवो का खज़ाना लिये

Pyar Ka Nazrana Liye Jalwo Ka Khazana Liye - प्यार का नजराना लिये जलवो का खज़ाना लिये

LYRICS:
pyar ka najrana liye jalwo ka khazana liye pyar ka najrana liye jalwo ka khazana liye aayi hu mele me huzur tere dil na jalao dur dur se dil na jalao dur dur se haye dil na jalao dur dur se sare jaha me koi mujhsa hasin nahi najre uthao agar tumko yakin nahi tumko yakin nahi meri najar ka asar dekho huzur idhar sab hai nashe me chur chur se dil na jalao dur dur se dil na jalao dur dur se haye dil na jalao dur dur se tumse najar jo mili hosh na hamko raha haye re o chaliya chupke se dil ne kaha chupke se dil ne kaha aankh lagake sanam hosh udake sanam khelo na dil majbur se dil na jalao dur dur se dil na jalao dur dur se haye dil na jalao dur dur se