SONG: Pyar Ka Diwana Hu Mai Yaro (Version 2) - प्यार का दीवाना हु मैं यारों

Pyar Ka Diwana Hu Mai Yaro (Version 2) - प्यार का दीवाना हु मैं यारों

LYRICS:
Deewana deewana Deewana deewana Deewana hun pyar ka Mai aashik hun dildar ka Deewana hun pyar ka Mai aashik hun dildar ka Ek bar aanhko ho char To tu bhi yar bol Mahbuba mahbuba Mahbuba mahbuba deewana Aanhk ladake jan lade hai Maut bisarte aan khadi hai Sunle sara jaha ishk ki dasta Sunle sara jaha ishk ki dasta Suli pe jake aasu bahake yu Aashik ne jake kaha Deewana hun pyar ka Mai aashik hun dildar ka Deewana hun pyar ka Mai aashik hun dildar ka Ek bar aanhko ho char To tu bhi yar bol Mahbuba mahbuba Mahbuba mahbuba deewana Ek tha majnu ek thi laila Dusmano ka jal tha faila Khatre ko jhel ke jan pe khel ke Khatre ko jhel ke jan pe khel ke Majnu ne aake kaleje Lagake naina milake kaha Deewana hun pyar ka Mai aashik hun dildar ka Deewana hun pyar ka Mai aashik hun dildar ka Ek bar aanhko ho char To tu bhi yar bol Mahbuba mahbuba Mahbuba mahbuba deewana