SONG: Pyar Insan Ko Insan Bana Deta Ha - प्यार इंसान को इंसान बना देता है

Pyar Insan Ko Insan Bana Deta Ha - प्यार इंसान को इंसान बना देता है

LYRICS:
dil se duniya ke har ek gam ko mita deta hai pyar insan ko insan bana deta hai pyar insan ko insan bana deta hai dil se duniya ke har ek gam ko mita deta hai pyar insan ko insan bana deta hai pyar jab tak na mila tha mujhko sari duniya se gila tha mujhko pyar jab tak na mila tha mujhko sari duniya se gila tha mujhko fir mere dil ko tera pyar mila dhup me saya ae diwar mila dhang jine ka har ek dil ko dikha deta hai pyar insan ko insan bana deta hai pyar insan ko insan bana deta hai kya kahun pyar ki lajat kya hai puchhiye mujh se mohabbat kya hai kya kahun pyar ki lajat kya hai puchhiye mujh se mohabbt kya hai ye wo khushbu hai jo sanso me rache git ban kar kabhi hontho pe saje nigaho me khila deta hai inko pyar insan ko insan bana deta hai