SONG: Pyar Hua Iqrar Hua Hai, Pyar Se Phir Kyo Darta Hai Dil - प्यार हुआ इक़रार हुआ है, प्यार से फिर क्यों डरता है दिल

Pyar Hua Iqrar Hua Hai, Pyar Se Phir Kyo Darta Hai Dil - प्यार हुआ इक़रार हुआ है, प्यार से फिर क्यों डरता है दिल

LYRICS:
pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil kaho ki apni prit ka geet na badlega kabhi tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi pyar jo tuta, saath jo chhuta, jaan na chamkega kabhi pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil raate daso dishaao se kahegi apni kahaniya geet hamaare pyaar ki doharaayegi jawaniya mai na rahungi, tum na rahoge phir bhi rahegi nishaniya pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil