SONG: Pyar Bhari Ye Ghataye - प्यार भरी ये घटाये

Pyar Bhari Ye Ghataye - प्यार भरी ये घटाये

LYRICS:
pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye hatho me hath hai tera mera sath hai dekh sama chaya pyara pyara pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye hatho me hath hai tera mera sath hai dekh sama chaya pyara pyara bholepan se lut liya dil rup hai pyara pyara bholepan se lut liya dil rup hai pyara pyara jane kyu mai khoi jau sun ke nam tumhara dekho ji dekho pahle milan me hamne ye dil hara hara pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye hatho me hath hai tera mera sath hai dekh sama chaya pyara pyara hasta suraj dhup suhani din hai gaura gaura hasta suraj dhup suhani din hai gaura gaura aaj ka mausam yad rahega nache man ka chakora aao ji aao dur chale hum aaj safar hai nyara nyara pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye hatho me hath hai tera mera sath hai dekh sama chaya pyara pyara tumko jabse dekh liya hai koi na bhaye duja tumko jabse dekh liya hai koi na bhaye duja tumko apne man me basa kar roz karu mai pooja chhodo ji balam dunia ka ye gum ghar bana le pyara pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye hatho me hath hai tera mera sath hai dekh sama chaya pyara pyara