SONG: Pyar Bhara Kajara Aankhiyo Me Daal Ke - प्यार भरा कजरा अँखियों में डाल के

Pyar Bhara Kajara Aankhiyo Me Daal Ke - प्यार भरा कजरा अँखियों में डाल के

LYRICS:
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke motiyo ki nathni nakiya me dal ke mai sadke teri chal ke zulfo ka jaal saiya mukhde pe dal ke ankhiyo ke teer lai pure solah sal ke tujhko nachaungi re ghunghru uchhal ke tu bachna meri chal se pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke zulmi yaar ki mala lekar tere gale ka haar bana du duniya dekhe mera jadu aisa tera roop khila du pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke tu hai meri jaan o laila phul kahe sab mere badan ko koi na mile re tere jaisi thanda kar de dil ki jalan ko mar gaye hum to dekh dekh tere gore gore gal re pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke motiyo ki nathni nakiya me dal ke mai sadke teri chal ke zulfo ka jaal saiya mukhde pe dal ke ankhiyo ke teer lai pure solah sal ke tujhko nachaungi re ghunghru uchhal ke tu bachna meri chal se pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke sapno ki tere mai shahjadi phuljhadiya chhute mere badan se makhmal par bhi chhil chhil jaye aise najuk pav hai mere khud ko dekha darpan me mai mar gayi apne hal pe pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke