SONG: Pyar Aur Shaadi - प्यार और शादी

Pyar Aur Shaadi - प्यार और शादी

LYRICS:
pyar aur shadi pyar aur shadi duniya ne ye rit bana di dono bina kuch maza nahi jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi pyar aur shadi pyar aur shadi duniya ne ye rit bana di dono bina kuch maza nahi jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi zindagi kate na akele sathi koi chahiye zindagi kate na akele sathi koi chahiye jaise diya jale na akele bati koi chahiye bati koi chahiye pyar aur shadi pyar aur shadi duniya ne ye rit bana di dono bina kuch maza nahi jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi shadi ke chakar me fasne ki mujhko kyu ye dua de rahe ho daddy shadi ke chakar me fasne ki mujhko kyu ye dua de rahe ho maine to koi khata hi nahi ki phir kyu saza de rahe ho phir kyu saza de rahe ho pyar aur shadi hai barbadi duniya ne kya rit bana di dekh lo mere daddy abhi to mai anadi na mucch hai na dhadi pyar aur shadi hai barbadi duniya ne kya rit bana di dono bina kuch maza nahi jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi dekh lo mere daddy abhi to mai anadi na muchh hai na dhadi gadi bin ghoda abhi to mai anadi hey ghoda bin gadi na muchh hai na dhadi gadi bin muchh hai ke ghoda bin dhadi hai gadi hai dhadi hai ghoda hai muchh hai gadi muchhe ghoda dhadi dhadi dhadi dhadi