SONG: Pyaar Ki Shama - प्यार की शमा को तकदीर बुझाती क्यूँ है

Pyaar Ki Shama - प्यार की शमा को तकदीर बुझाती क्यूँ है

LYRICS:
pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai is barbad e mohabbat ko rulati kyu hai is barbad e mohabbat ko rulati kyu hai meri ujadi hui duniya ko basaya kyu tha meri ujadi hui duniya ko basaya kyu tha pyar ka dard mere dil me jagaya kyu tha pyar ka dard mere dil me jagaya kyu tha jo na pure ho wahi khwab dikhati kyu hai jo na pure ho wahi khwab dikhati kyu hai pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai jinhe ek roz bichadna hai wo milte kyu hai jinhe ek roz bichadna hai wo milte kyu hai khilke murjhana hai phulo ko to khilte kyu hai khilke murjhana hai phulo ko to khilte kyu hai umar bhar rone ko ek roz hasati kyu hai umar bhar rone ko ek roz hasati kyu hai pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai is barbad e mohabbat ko rulati kyu hai