SONG: Pyaar Ki Chandni Leke Raat Aayegi - प्यार की चांदनी लेके रात आयेंगी

Pyaar Ki Chandni Leke Raat Aayegi - प्यार की चांदनी लेके रात आयेंगी

LYRICS:
pyar ki chandni leke raat aayegi mere ghar mein khushi ki barat aayegi mere ghar mein khushi ki barat aayegi pyar ki chandni leke raat aayegi ghar banega chaman main banugi dulhan aaj futi hai dil mein khushi ki kiran ha khushi ki kiran, ek nayi zindagi mere hath aayegi, mere ghar mein mere ghar mein khushi ki barat aayegi mere ghar mein khushi ki barat aayegi pyar ki chandni leke raat aayegi geet milne ko hai ras bhari taan se phul dil ke khilenge badi shan se phul dil ke khilenge badi shan se zindagi ki bahar unke sath aayegi mere ghar mein mere ghar mein khushi ki barat aayegi mere ghar mein khushi ki barat aayegi pyar ki chandni leke raat aayegi jab akela unhe samne paungi, samne paungi sar zukaungi ghunghat mein sharmaungi ha ha sharmaungi keh sakungi na lab par jo baat aayengi mere ghar mein mere ghar mein khushi ki barat aayegi mere ghar mein khushi ki barat aayegi pyar ki chandni leke raat aayegi