SONG: Pyaar Ke Saagar Se Nikli Moti Ke Badale Ret - प्यार के सागर से निकली मोती के बदले रेत

Pyaar Ke Saagar Se Nikli Moti Ke Badale Ret - प्यार के सागर से निकली मोती के बदले रेत

LYRICS:
pyaar ke saagar se nikali moti ke badale ret ab pachhataaye kya hoye jab chidiya chug gayi khet ek jhuth hai, ek jhuth hai jiska duniya ne rakha hai muhabbat naam are rakha hai muhabbat naam dhokha hai jise, dhokha hai jise kahte hai wafa bas dekh liya anjaam are bas dekh liya anjaam pani si nazar, pathar sa jigar bedard tujhe pahchan gaye pani si nazar, pathar sa jigar bedard tujhe pahchan gaye ham pyar ki nagari me aakar dastur yaha ke jaan gaye milati hai khushi milati hai khushi dam bhar ke liye rone ko hai subah-o-shaam rone ko hai subah-o-shaam haay bas dekh liya, bas dekh liya anjaam na puchh hua jo haal mera, ek teri nazar ke dhokhe se na puchh hua jo haal mera, ek teri nazar ke dhokhe se jaise koi jalta dip bujhe bas ek hawa ke jhokhe se dil de ke hame dil de ke hame kuchh bhi na mila bekaar huye badnaam, bekaar huye badnaam haay bas dekh liya, bas dekh liya anjaam