SONG: Pyaar Ka Tum Badla Pyaar Se Utaaro - प्यार का तुम बदला प्यार से उतारो

Pyaar Ka Tum Badla Pyaar Se Utaaro - प्यार का तुम बदला प्यार से उतारो

LYRICS:
pyar ka tum badla pyar se utaaro duniya mein rah ke duniya sanwaaro dil ko na maaro na rogi bano ho swami bhog ki umar mein na jogi bano pyar ka tum badla pyar se utaaro duniya mein rah ke duniya sanwaaro dil ko na maaro na rogi bano ho swami bhog ki umar mein na jogi bano roop ka tumne ras na piya duniya mein aake fir kya kiya roop ka tumne ras na piya duniya mein aake fir kya kiya bhagwaan khud ko dikhata hai tab koi rasili hasina banata hai jab pyar sachcha hai agar to pooja hai pyar sachcha hai agar to pooja hai dil ko na maaro na rogi bano ho swami bhog ki umar mein na jogi bano pyar ka tum badla pyar se utaaro duniya mein rah ke duniya sanwaaro dil ko na maaro na rogi bano ho swami bhog ki umar mein na jogi bano pyar to hai ek aaradhna pyar mein hoti nahi vaasna pyar to hai ek aaradhna pyar mein hoti nahi vaasna sansar ko dar ke tyaago nahi jindgaani jawani se bhago nahi pyar ka naam duja hai parmatma pyar ka naam duja hai parmatma dil ko na maaro na rogi bano ho swami bhog ki umar mein na jogi bano pyar ka tum badla pyar se utaaro duniya mein rah ke duniya sanwaaro dil ko na maaro na rogi bano ho swami bhog ki umar mein na jogi bano