SONG: Pyaar Ka Kanta Man Ki Machariya (Maajhi Albele) - प्यार का काँटा मन की मछरिया (माझी अलबेले )

Pyaar Ka Kanta Man Ki Machariya (Maajhi Albele) - प्यार का काँटा मन की मछरिया (माझी अलबेले )

LYRICS:
pyar ka kata man ki machariya bole naina ki dor gahra sagar bhari machariya khich laga ke jor majhi albele majhi albele chalo re haule haule man ki naiya dagamag dole dagamag dole man ki naiya dagamag dole dagamag dole majhi albele gahri nadi ki uchi lahariya ho more rama gahri nadi ki uchi lahariya ho more rama lahro me bhig rahi lahro me bhig rahi man ki chunariya ho more ram khau hichkole chalo re haule haule dagamag dole dagamag dole man ki naiya dagamag dole dagamag dole majhi albele dhadke man mera dhire chalo albele piya layi sawan ritu layi sawan ritu kaali badariya thandi hawa jhumu lat khole chalo re haule haule dagamag dole dagamag dole man ki naiya dagamag dole dagamag dole majhi albele murkh dunia aisa na ho badnam kare murkh dunia aisa na ho badnam kare more tore preet piya more tore preet piya koi na jane ram kare man yahi bole chalo re haule haule dagamag dole dagamag dole man ki naiya dagamag dole dagamag dole man ki naiya dagamag dole dagamag dole