SONG: Pyaar Bharee Inn Aankhon Ne - ओ प्यार भरी इन आँखों ने

Pyaar Bharee Inn Aankhon Ne - ओ प्यार भरी इन आँखों ने

LYRICS:
o pyar bhari in aankho ne o pyar bhari in aankho ne aaja tujhko yaad kiya aaja tujhko yaad kiya o pyar bhari in aankho ne aaja ke bahare meri hai gulshan pe jawani tujhse hai bechai duwaye kahti hai duniya hi suhani tujhse hai ho suhani tujhse hai ho pyar ke sundar sapno ko ja ke kyun barbaad kiya ja ke kyun barbaad kiya o pyar bhari in aankho ne aa jaye bahare humko kya ithlaye hawaye humko kya ithlaye hawaye humko kya fariyaad humari kahti hai itraye fizaye humko kya o fizaye humko kya o pyar ke mare is dil ne phir bhi tujhko yaad kiya phir bhi tujhko yaad kiya o pyar bhari in aankho ne aa jaao khiza ka phul hai hum is pyar ki aisi dhul hai hum kaante hi likhe hai kismat me fariyaad tumhari hai hardam o tumhari hai hardam o pyar ki manjil par aa ke aaj hume nashad kiya aaj hume nashad kiya o pyar bhari in aankho ne