SONG: Puchho To Naam Bhi Apna Bata Sakte - पूछो तो नाम भी अपना बता नहीं सकते

Puchho To Naam Bhi Apna Bata Sakte - पूछो तो नाम भी अपना बता नहीं सकते

LYRICS:
pucho to nam bhi apna bata nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini darte hai dur bhi hamse wo ja nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini kahne ko to ada mili hai rangin chalak si kahne ko to ada mili hai rangin chalak si nadaniya fir bhi wahi hai dekho to sadgi dil to chura liya lekin chupa nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini pucho to nam bhi apna bata nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini betabiyo ka bojh hai najar kyu na hum mod le betabiyo ka bojh hai najar kyu na hum mod le tham ke unki kalai kaise na chhod de najuk hai wo ki aachal bhi chuda nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini pucho to nam bhi apna bata nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini ab hai yahi dua meri yahi rut rahe yaar ki ab hai yahi dua meri yahi rut rahe yaar ki padti rahe unko jarurat mere pyar ki khud se to apni julf bhi bna nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini pucho to nam bhi apna bata nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini darte hai dur bhi hamse wo ja nahi sakte allah are kamsini allah are kamsini