SONG: Puchho Na Hame Ishq Me Kya Kya - पूछो ना हमें इश्क मे क्या क्या

Puchho Na Hame Ishq Me Kya Kya - पूछो ना हमें इश्क मे क्या क्या

LYRICS:
puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya puchho na hame ishq me puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya surat me hasino ki hame kya nazar aaya ji hame kya nazar aaya ha ha ji puchho to hume kya nazar aaya ji hame kya nazar aaya allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya kahne ko to sab kahte hai ulfat ka fasana aji ulfat ka fasana aji ulfat ka fasana kisme hai wafa kitni ye sab ishq se jana aji sab ishq se jana o ho har chehre se uthata hua parda nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya hamko to jilaya kisi aawaz ne jaise ha ha kisi aawaz ne jaise kisi aawaz ne jaise ha duniya hi badalti nigeh nazine jaise aji nigeh nazine jaise ha katil ise samjhe the mashiha nazar aaya ha ha surat me hasino ki hame kya nazar aaya ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya sunte ho nazar wale karte the bahut nale halki si jhalak payi bas jaan pe ban aayi dil jane kaha gum hai gum hai dil jane kaha gum hai hotho pe tabassum hai tabassum hotho pe tabassum hai chehre pe bhi lehraya armano ka ek saya aankho me bhi kuch range tamana nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya kahte hai ji dekha hai phir jhut bhala kya hai ham chahe to mahakega shola hai to lahakega khud apni ada dekho dekho khud apni ada dekho aaina zara dekho dekho aaina zara dekho surat hi mili aisi aankho ki khata kaisi jaise ho sanam tum hame waise nazar aaya kab ishq basa dil me har gaam hai manjil me chahat ki nazar ka ye adna sa karishma hai phulo ki to kya bat hai kanta bhi hansi hai aji kanta bhi hansi hai aji kanta bhi hansi hai ha chahat se jidhar dali nazar yaar vahi hai aji bas yaar vahi hai o samjhi the jise har wo apna nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya