SONG: Puchho Koi Sawal Bachcho Puchho Koi Sawal - पूछों कोई सवाल बच्चों पूछों कोई सवाल

Puchho Koi Sawal Bachcho Puchho Koi Sawal - पूछों कोई सवाल बच्चों पूछों कोई सवाल

LYRICS:
puchho koi sawal bachcho puchho koi sawal mujhse jyada koi na jane is duniya ka hal bachcho puchho koi sawal bachcho puchho koi sawal bachcho koi sawal bachcho puchho koi sawal mai karta hu aapse ek sawal puchho puchho kon hai jiski koi sune na tarr tarr karta jaye wo to hai school ka teacher har dum jo chilaye wo to hai school ka teacher har dum jo chilaye no sir no sir wrong answer wrong answer suniye suniye mai deta hu iska jawab wo to hai barsat ka mendak jiski fudakti chal wo to hai barsat ka mendak jiski fudakti chal tumse jyada hum sab jane is duniya ka hal mujhse jyada koi na jane is duniya ka hal puchho koi sawal bachcho puchho koi sawal puchho koi sawal bachcho puchho koi sawal yes sir yes sir mai karta hu aapse ek sawal kon hai wo jo kahlata hai hum sab ka rakhwala kon hai wo jo kahlata hai hum sab ka rakhwala ya to wo koi gorkha hoga ya koi hoga lala ya to wo koi gorkha hoga ya koi hoga lala are ya to wo koi gorkha hoga ya koi hoga lala kyu thik to hai no sir no sir wrong answar wrong answer suniye mai batlau kaun hai hum sabka rakhwala wo to hai bhagwan ke jiski koi nahi misal tumse jyada hum sab jane is duniya ka hal mujhse jyada koi na jane is duniya ka hal pucho koi sawal bachcho puchho koi sawal pucho koi sawal bachcho puchho koi sawal yes sir yes sir mai karta hu aapse ek sawal pucho pucho ganga jamuna kya hai kaha hai ye to kaho teacher ji ganga jamuna kya hai kaha hai ye to kaho teacher ji wo to ek rangin film hai jiski hui hai jugli wo to ek rangin film hai jiski hui hai jugli are wo to ek rangin film hai jiski hui hai jugli correct no sir no sir wrong answer wrong answer ganga jamuna kya hai ye to bacha bacha jane wo to do nadiya hai jinse bharat desh nihal wo to do nadiya hai jinse bharat desh nihal tumse jyada hum sab jane is duniya ka hal are mujhse jyada tum jano is duniya ka hal ab na karo sawal bacho ab na karo sawal ab na karo sawal bacho ab na karo sawal