SONG: Puchhata Ja Mere Marakaj Se Gujarane Wale - पूछता जा, मेरे मरकद से गुजरने वाले

Puchhata Ja Mere Marakaj Se Gujarane Wale - पूछता जा, मेरे मरकद से गुजरने वाले

LYRICS:
puchhta ja, mere markad se gujarne wale kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale puchhta ja, mere markad se gujarne wale yahi ikarar, yahi kaul, yahi wada tha yahi ikarar, yahi kaul, yahi wada tha o dagabaj jfsukhaz, mukarne wale kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale puchhta ja, mere markad se gujarne wale aap mahsar me bane, kaul ke sacche kya khub aap mahsar me bane, kaul ke sacche kya khub ungaliya uthengi wo haye mukarne wale kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale puchhta ja, mere markad se gujarne wale daag kahte hain jinhe, dekhiye wo baithe hain daag kahte hain jinhe, dekhiye wo baithe hain aapki jaan se dur, aapke marne wale kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale puchhta ja, mere markad se gujarne wale