SONG: Priya Ek Baar Mann Mandir Me - प्रिय एक बार मन मंदिर में

Priya Ek Baar Mann Mandir Me - प्रिय एक बार मन मंदिर में

LYRICS:
priye ek bar man mandir me rumjhum rumjhum karti aana priye ek bar man mandir me rumjhum rumjhum karti aana dhire dhire haule haule tum tal me pag dharti aana tum tal me pag dharti aana priye ek bar man mandir me saj kar solah singar saj kar solah singar madhur kohnupur ki jhankar madhur kohnupur ki jhankar aisi dhun ho mithi mithi aisi dhun ho mithi mithi na chhute sansar sara na chhute sansar sara tum bhi na ke taro me jhankar madhur bharti lana jhankar madhur bharti lana tum aag bhujhane antar ki nayno se ami ras barsana priye ek bar man mandir me dhire dhire man kutiya me jab andhkar chha jata hai jab andhkar chha jata hai us andhkar me madhur madhur koi dil ke tar bajata hai koi dil ke tar bajata hai tum bhi upwan ke pushp ki priye madhur gandh harti lana priye madhur gandh harti lana aur andhkar hai kutiya me to tum parkash karti aana priye ek bar man mandir me rumjhum rumjhum karti aana priye ek bar man mandir me