SONG: Prit Kiye Dukh Hoye Ye Jane Sab Kyo - प्रीत किये दुःख होए ये जाने सब क्यों

Prit Kiye Dukh Hoye Ye Jane Sab Kyo - प्रीत किये दुःख होए ये जाने सब क्यों

LYRICS:
preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo ye jane sab kyo neha laga ke pachhtana kya neha laga ke pachhtana kya preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo neha laga ke pachhtana kya neha laga ke pachhtana kya ghar ka deepak aag lagata mitha badal dard bhadata bijli se dar jana kya neha laga ke pachhtana kya dur rahke majbur rahe jo pas me aakar dur rahe jo aiso ko dard sunana kya neha laga ke pachhtana kya jakar ke jo phir na aaye ram kare wo chain na paye jane walo ko bulana kya neha laga ke pachhtana kya preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo neha laga ke pachhtana kya