SONG: Prem Ka Pinjra Ho Gaya Sunaa - प्रेम का पिंजरा हो गया सुना

Prem Ka Pinjra Ho Gaya Sunaa - प्रेम का पिंजरा हो गया सुना

LYRICS:
prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya aa jao bichede sathi aa ja aa jao bichede sathi aa ja kahe humse ruth gaya prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya chain humara le gaya koi aasu humko de gaya de gaya koi sukh ki duniya le gaya need hamari le gaya pyar bhi hai aakash bhi hai taqdeer ka tara toot gaya prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya doob gai doob gai doob gai hai nayi fulwari dash gai dash gai dash gai haye yaad tumhari doob gai nayi fulwari dash gai haye yaad tumhari reh gai aankhe reh gai aankhe sab kuch koi chod gaya prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya hum tumhe itna yaad kare kabhi tum bhi humko yaad karo ab duniya ko tumne ujada ab aake ise aabad karo ab main hun doobti nayiya ab iska sahara chhut gaya prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya aa jao bichede sathi aa ja aa jao bichede sathi aa ja kahe humse ruth gaya prem ka pinjra ho gaya suna man ka panchi chod gaya