SONG: Prem Ka Nata Chhuta - प्रेम का नाता छूटा

Prem Ka Nata Chhuta - प्रेम का नाता छूटा

LYRICS:
prem kaa naata chhuta prem kaa naata chhuta naata chhuta prem naa chhuta naata chhuta prem naa chhuta baat kaa palan tuta prem kaa naata chhuta prem kaa naata chhuta nem-dharam se bol re gyaani bol nem-dharam se bol re gyaani bol kya saccha kya jhutha baat kaa palan tuta prem kaa naata chhuta prem kaa naata chhuta aapni sej ki shobha aapni sej ki shobha mannkaa dhiraj luta kaise kate niraash me jiwan kaise kate niraash me jiwan har ek sahaara chhuta baat kaa palan tuta prem kaa naata chhuta prem kaa naata chhuta