SONG: Prem Ka Hai Is Jag Me Panth Nirala - प्रेम का है इस जग में पंथ निराला

Prem Ka Hai Is Jag Me Panth Nirala - प्रेम का है इस जग में पंथ निराला

LYRICS:
prem ka hai is jag me panth nirala prem to hai duniya me karan dukh ka premi ko hota hai anubhav sukh ka sital pawan hai us ko prem ki jwala sital pawan hai us ko prem ki jwala prem ka hai is jag me panth nirala prem japan ki jag me rit hai nyari asivam le man ko par prem pujari ro ro kar japta hai prem ki mala ro ro kar japta hai prem ki mala prem ka hai is jag me panth nirala