SONG: Prem Bhikhari Premi Rogi - प्रेम भिखारी प्रेमी रोगी

Prem Bhikhari Premi Rogi - प्रेम भिखारी प्रेमी रोगी

LYRICS:
prem bhikhari premi rogi kaahe jog ramaya prem bhikhari premi rogi kaahe jog ramaya ghar se niksa jata badhaai aur pardesh basaya aa aa ghar se niksa jata badhaai aur pardesh basaya jag se chhod ke ghar ko jogi banke aaya birha agan ke bankar aansoo pathar ko pigh.. dekho thiyetar mein naukari mat karna samjhe naukari deta hi kaun hai babu yeh lo bhaag jaao yahaan se is shahar se bhaag jaao donon aankhe donon baahen milne ko lalchaaye donon aankhe donon baahen milne ko lalchaaye aas milan ki jivan aasha dukh sankat kat jaaye kat jaaye aas milan ki jivan aasha dukh sankat kat jaaye kat jaaye