SONG: Prem Bansuriya Bajao Saajan - प्रेम बाँसुरिया बजाओ साजन

Prem Bansuriya Bajao Saajan - प्रेम बाँसुरिया बजाओ साजन

LYRICS:
prem bansuriya bajao saajan prem bansuriya bajao prem ki aag lagi hai prem ki aag lagi hai aur ise lahkaao aur ise lahkaao saajan prem bansuriya bajao saajan muskaye sangeet naiyan barse amrit ras jivan mein muskaye sangeet naiyan barse amrit ras jivan mein prem ka aisa raag sunaao prem ka aisa raag sunaao sajan prem bansuriya bajao saajan jiski dhun par jiski dhun par jivan nache dhumak dhumak man ghunghar baje jiski dhun par jivan nache dhumak dhumak man ghunghar baje churki aisi baan chalao churki aisi baan chalao saajan prem bansuriya bajao prem bansuriya bajao man ka har har raag sunakar jivan ko sangeet banakar prem prem path par jaao sajan man ka har har raag sunakar jivan ko sangeet banakar man ka har har raag sunakar jivan ko sangeet banakar prem prem path par jaao saajan prem prem path par jaao saajan prem ki aag lagi hai man mein prem ki aag lagi hai man mein aur ise eah jaao saajan prem bansuriya bajaao