SONG: Preet Laga Ke Kya Phal Paya - प्रीत लगा के क्या फल पाया

Preet Laga Ke Kya Phal Paya - प्रीत लगा के क्या फल पाया

LYRICS:
preet laga ke kya phal paya preet laga ke kya phal paya bhul gaye nindiyan ko chain gavaya hay kya phal paya bhul gaye nindiyan ko chain gavaya hay kya phal paya preet laga ke kya phal paya chun chun tasliyon mein hum din nikalate hai chun chun tasliyon mein hum din nikalate hai kya kya jiya se kah ke raato ko talate hai kya kya jiya se kah ke raato ko talate hai tang aake mere dil ne mujhe roke chighaya haye kya phal paya tang aake mere dil ne mujhe roke chighaya haye kya phal paya preet laga ke kya phal paya kanto ka hai hi ab dil hamako laga satane kanto ka hai hi ab dil hamako laga satane bejar ho gaye hai aaja kisi bahane bejar ho gaye hai aaja kisi bahane lakho jatan kiye hai magar bas mein na aaya hay kya phal paya lakho jatan kiye hai magar bas mein na aaya hay kya phal paya preet laga ke kya phal paya