SONG: Preet Ka Rogi Ho Ya Jogi (Allah Teri Khair Kare) - प्रीत का रोगी हो या जोगी (अल्लाह तेरी खैर करे )

Preet Ka Rogi Ho Ya Jogi (Allah Teri Khair Kare) - प्रीत का रोगी हो या जोगी (अल्लाह तेरी खैर करे )

LYRICS:
preet ka rogi ho ya jogi dono ek saman ho ek dhunde apne pritam ko ek dhunde bhagwan allah teri khair kare maula teri khair kare data teri khair kare tere pyar ka pahle rog liya fir rakh mali aur jog liya teri yaad me ek saudayi ne ae yaar bata kya kya na kiya allah teri khair kare maula teri khair kare dil ishq ki aago me tapta hai tere naam ki mala japta hai tere naam ki mala japta hai tere husn ki khair kaha hai tu aa mil jogi se jaha hai tu kaha hai tu aa mil jogi se jaha hai tu kaha hai tu tere karan ye jag chhod diya re tere karan ye jag chhod diya ae yaar bata kya kya na kiya allah teri khair kare maula teri khair kare meri manzil samne aayi hai mere jog ne itna jan liya aankhe na jise pahchan saki aankhe na jise pahchan saki dil ne to use pahchan liya dhalte huye din ki dhup hai ye ya ishq ka sacha roop hai ye ya ishq ka sacha roop hai ye kyu bhari jawani baharupya re kyu bhari jawani baharupya ae yaar bata kya kya na kiya allah teri khair kare maula teri khair kare o data teri khair kare allah khair kare ho teri khair kare maula khair kare ho teri khair kare data khair kare data teri khair kare