SONG: Preet Bana Ke Tune Duniya Banane Wale Kahe Ko - प्रीत बना के तूने दुनिया बनाने वाले काहे को

Preet Bana Ke Tune Duniya Banane Wale Kahe Ko - प्रीत बना के तूने दुनिया बनाने वाले काहे को

LYRICS:
duniya banane wale kya tere man me samayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai duniya banane wale kya tere man me samayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai kahe banaye tune mati ke putle dharti ye pyari pyari mukhde ye ujale kahe banaya tune duniya ka khela kahe banaya tune duniya ka khela jisme lagaya jawani ka mela gupchup tamasha dekhe wah re teri khudayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai duniya banane wale kya tere man me samayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai tu bhi to tadpa hoga man ko bana kar tufa ye pyar ka man me chhupa kar koi chhavi to hogi ankho me teri koi chhavi to hogi ankho me teri ansu bhi chhalke honge palko se teri bol kya sujhi tujhko kahe ko prit jagayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai duniya banane wale kya tere man me samayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai prit bana ke tune jina sikhaya hasna sikhaya rona sikhaya jivan ke path par meet milayi jivan ke path par meet milayi meet mila ke tune sapne jagaye sapne dikha ke tune kahe ko de di judayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai duniya banane wale kya tere man me samayi kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai