SONG: Prabhu Tere Charan Pade Jaha Jaha - प्रभु तेरे चरण पड़े जहाँ जहाँ

Prabhu Tere Charan Pade Jaha Jaha - प्रभु तेरे चरण पड़े जहाँ जहाँ

LYRICS:
sansar tumhara yaha waha awtar tumhara kahi kahi parbu tere charan pade jaha jaha hai geet hamara wahi wahi parbu tere charan pade jaha jaha hai geet hamara wahi wahi jag me sabse nyari kashi hai vishwnath jiske wasi jag me sabse nyari kashi hai vishwnath jiske wasi jiske sar se nikli ganga ab tak uske dho charan rahi parbu tere charan pade jaha jaha hai geet hamara wahi wahi sadiyo se amar ujjain yaha hai mahakal ko chain nahi jo kal bali ka bhi swami us maha kal ka bhi dham yahi parbu tere charan pade jaha jaha hai geet hamara wahi wahi tirtho ka raja rameshwar shankar ko jaha puje raghuwar tirtho ka raja rameshwar shankar ko jaha puje raghuwar bhagwan bhakat bhagwan dev dharti par aisa kahi nahi parbu tere charan pade jaha jaha hai geet hamara wahi wahi ye kal hasti nirmal nagri ye kal hasti nirmal nagri hari har ke karan hari bhari nit jaha sambhu ki gathaye bhakto ne suni kaviyo ne kahi parbu tere charan pade jaha jaha hai geet hamara wahi wahi