SONG: Prabhu Ka Naam Japo Man Mera - प्रभु का नाम जपो मन मेरे

Prabhu Ka Naam Japo Man Mera - प्रभु का नाम जपो मन मेरे

LYRICS:
prabhu ka naam japo man mere prabhu ka naam japo man mere dur kare vahi sankat tere dur kare vahi sankat tere dur kare vahi sankat tere hare raam hare raam raam hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare prabhu ka naam japo man mere jeevan rain basera hai kya tera kya mera hai ye jeevan rain basera hai kya tera kya mera hai kyun naino se neer jhare re dur kare vahi sankat tere hare raam hare raam raam hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare prabhu ka naam japo man mere pinjara jab khul jata hai panchhi kab ruk pata hai ye pinjara jab khul jata hai panchhi kab ruk pata hai tu eska afsos kare re dur kare vahi sankat tere hare raam hare raam raam hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare prabhu ka naam prabhu ka naam prabhu ka naam japo man mere