SONG: Prabhu Apni Jhalak Dikhao Mohe Adbhut Roop Dikhao - प्रभु अपनी झलक दिखाओ प्रभु अपनी झलक दिखाओ

Prabhu Apni Jhalak Dikhao Mohe Adbhut Roop Dikhao - प्रभु अपनी झलक दिखाओ प्रभु अपनी झलक दिखाओ

LYRICS:
prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao mujhe adbhut rup dikhao prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao jis rup ko dhyani dhyave jis rup ko dhyani dhyave aur yogi yog lagave aur yogi yog lagave jo jyoti biraje rut ye brij tum jyoti wahi pragataao prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao nakh jyoti se jag ujiyara charan chumat ban mala kati kathin path pitambar kati kathin path pitambar shyamal dhan badan nirala shyamal dhan badan nirala is man ka moh mitao prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao wo rup chaturbhuj nyara wo rup chaturbhuj nyara mukh chandr vadan ujiyara mukh chandr vadan ujiyara do naina kamal sarikhe sir mor mukut ati pyara hatho me lekar shankh chakr hatho me lekar shankh chakr aur gada kadam tum aao prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao mai mud mand mati balak mai mud mand mati balak jag chhod sharan me aaya jag chhod sharan me aaya tum deen bandhu karuna jo mujhe apna daas banaya mujhe apna rup dikhaya ab charan dhul de jao ab charan dhul de jao