SONG: Pooja Ke Do Phul Chadhakar Kehta Hai Insan - पूजा के दो फूल चढ़ाकर कहता है इन्सान

Pooja Ke Do Phul Chadhakar Kehta Hai Insan - पूजा के दो फूल चढ़ाकर कहता है इन्सान

LYRICS:
puja ke do phul chadhakar kahta hai insan ke mujhko mil jaye bhagwan o murkh o nadan itna asan ke kisi ko mil jaye bhagwan puja ke do phul chadhakar kahta hai insan ke mujhko mil jaye bhagwan ke mujhko mil jaye bhagwan bhagwan base bhaiya kheto me bhagwan base bhaiya kheto me bhagwan base khaliyano me bhaiya vo majduro me bhaiya vo to base khadano me ganga ji me mar ke dubki khata hai insan ke mujhko mil jaye bhagwan puja ke do phul chadhakar kahta hai insan ke mujhko mil jaye bhagwan ke mujhko mil jaye bhagwan bhagwan base bhaiya bando me bhagwan base bhaiya bando me bhagwan base bhaiya khano me bhaiya vo to base udhyogo me bhaiya vo to base karkhano me mathe chhod a tilak laga kar kahta hai insan ke mujhko mil jaye bhagwan puja ke do phul chadhakar kahta hai insan ke mujhko mil jaye bhagwan ke mujhko mil jaye bhagwan jo tu chahe are bawale mil jaye bhagwan bawle mil jaye bhagwan jo tu chahe are bawale mil jaye bhagwan tu dhar le man me itna dhyan jaga le man me itna gyan jaga le man me itna gyan kya garib kya dhanwan sabhi hai jag me ek saman sabhi ka sukh apna dukh jaan jise kahte hai jag kalyan jise kahte hai jag kalyan usi me prabhu ko tu pehchan usi me rehte hai bhagwan usi me baste hai bhgwan yahi hamari tirth mandir yahi hai charo dham yahi hamare krishan kaniya yahi hamre ram