SONG: Piyo Piyo Nazar Pilati Hai Jiyo Jiyo Nashe Lutati Hai - पियो पियो नज़र पिलाती है जियों जियों नशे लुटाती है

Piyo Piyo Nazar Pilati Hai Jiyo Jiyo Nashe Lutati Hai - पियो पियो नज़र पिलाती है जियों जियों नशे लुटाती है

LYRICS:
piyo piyo nazar pilati hai jiyo jiyo nashe lutati hai piyo piyo nazar pilati hai jiyo jiyo nashe lutati hai maze ki cheez hai ye ek kamal hai ha boliye janab kya khyal hai piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo ye chiz vo nahi ke jo haram hai kisi ka nahi ye dil ka jaam hai nasha to iska bhi hai kuch sharab sa par iska sharbate didar naam hai laga laga lagi bhujati hai bhuja bhuja ke phir lagati hai maze ki cheez hai ye ek kamal hai ha boliye janab kya khyal hai piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo badal badal ke bhes log aaye hai laga hai jinko dil ka rog aaye hai ye majnu bane aaye laila dundhne vo jogi banke lene jog aaye hai ke baat jo zuba chupati hai aji use na kahe maze ki cheez hai ye ek kamal hai ha boliye janab kya khyal hai piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo fida mai aapke mahile jaal pe chalu sambhal sambhal ke preet dhal pe ke dillagi hai dillagi me dekhna na samjhe koi daku daka daal ke nazar nazar bichaye jati hai kisi ka kuch udaye jati hai maze ki cheez hai ye ek kamal hai ha boliye janab kya khyal hai piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo