SONG: Piya Piya Piya Tu Bol Re Papiha - पिया पिया पिया तू बोल रे पपीहा

Piya Piya Piya Tu Bol Re Papiha - पिया पिया पिया तू बोल रे पपीहा

LYRICS:
piya piya piya tu bol re papiha piya piya piya tu bol re papiha mai to piya ke naam ki diwani mai to piya ke naam ki diwani piya piya mai to piya ke naam ki diwani mai to piya ke naam ki diwani ? unki hi dhun me tan man laga ke unki hi dhun me tan man laga ke prit ki rit maine jani ho mai to piya ke naam ki diwani piya piya piya tu bol re papiha mai to piya ke naam ki diwani ho mai to piya ke naam ki diwani mahalo ke badle kutiya ka angana gahno ke badle me phulo ki mala mahalo ke badle kutiya ka angana gahno ke badle me phulo ki mala phulo ke rang ho tum duniya hai meri suhani ho mai to piya ke naam ki diwani piya piya piya tu bol re papiha mai to piya ke naam ki diwani