SONG: Piya Milan Kaise Jaau Saheli - पिया मिलन कैसे जाऊं

Piya Milan Kaise Jaau Saheli - पिया मिलन कैसे जाऊं

LYRICS:
piya milan kaise jau piya milan kaise jau saheli mahndi lagi more paav piya milan kaise jau piya milan kaise jau piya milan kaise jau saheli mahndi lagi more paav piya milan kaise jau parvat ot piya baithe hai kaise nain milawa parvat ot piya baithe hai kaise nain milawa kajal kangana bindiya baini pahan pahan sharmau kajal kangana bindiya baini pahan pahan sharmau wo aaye to muskau aaye to muskau saheli piya milan kaise jau piya milan kaise jau saheli mahndi lagi more paav piya milan kaise jau jo main hoti ban ke maina piya pas ud jaati jo main hoti ban ke maina piya pas ud jaati naina ke rang mahal sajati pritam piya rijhati naina ke rang mahal sajati pritam piya rijhati main pankh kaha se lau pankh kaha se lau saheli mahndi lagi more paav piya milan kaise jau piya milan kaise jau piya milan kaise jau saheli mahndi lagi more paav piya milan kaise jau