SONG: Piya Main Hoon Patang Tu Dor - पिया मैं हूँ पतंग तू डोर

Piya Main Hoon Patang Tu Dor - पिया मैं हूँ पतंग तू डोर

LYRICS:
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor piya main hu patang tu dor main udati chaaro or mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor thandi hava naache laharaaye pyaar ki badali dil par chhaaye thandi hava naache laharaaye pyaar ki badali dil par chhaaye jhum ke tan-man mera gaaye haay re aanchal udata jaaye jhum ke tan-man mera gaaye haay re aanchal udata jaaye aanchal udata jaaye piya main hu patang tu dor main udati chaaro or mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor baanki ada nayna matvaale chaal nayi andaaz niraale baanki ada nayna matvaale chaal nayi andaaz niraale pyaar ka jaadu dil par daale aankh mila kar nind chura le pyaar ka jaadu dil par daale aankh mila kar nind chura le nind chura le haay meri gori rangili chor yun dekhe hamari or tikhi-tikhi ye nazar jaaye dil me utar kuch haay chale na zor piya main hu patang tu dor main udati chaaro or mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor jhume jiya baaje shahanaai raat suhaani sapne laayi jhume jiya baaje shahanaai raat suhaani sapne laayi chaand ne hans kar aankh milaayi mast jawani le angadaayi chaand ne hans kar aankh milaayi mast jawani le angadaayi le angadaai piya main hu patang tu dor main udati chaaro or mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor meri gori rangili chor yun dekhe hamari or tikhi-tikhi ye nazar jaaye dil me utar kuch haay chale na zor dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor